05 April 2008
Original Woh Lamhe, Wo Raaten lyrics by Atif Aslam
Song : Woh Lamhe, Wo Raaten
Singer : Atif Aslam
Woh Lamhe, woh raaten,
Koi naa jaane,
Thi kaisi baaten,
Oh oh oo, Barsaatein,
Woh bheegi bheegi yaaden
Na main janoon, Na tu jaane,
Kaisa hain yeh aalam, Koi na jaane,
Fir kyu hain yeh tanhai,
Kaisi hain yeh ruswaai,
Yu goom ho gaye kyu,
Kho gaye hum,
Woh Lamhe...
Sagar ki in lehero se,
Gehra hain mera pyar,
Sehraon ki hawaaon mein,
Kaise aayegi bahar,
Fir kyu hain yeh tanhai,
Kaisi hain yeh ruswaai,
Goom ho gaye kyu,
Kho gaye hum,
Woh Lamhe, woh raaten,
Koi naa jaane,
Thi kaisi baaten,
Oh oh oo, Barsaatein,
Woh bheegi bheegi yaaden (2)
Aandhi ho ya toofan ho,
Mere man rahe tu sada,
Koi apna ho, ya paraya ho,
Use dhoondhu main kahan,
Fir kyu hain yeh tanhai,
Kaisi hain yeh ruswaai,
Goom ho gaye kyu,
Kho gaye hum,
Woh Lamhe, woh raaten,
Koi naa jaane,
Thi kaisi baaten,
Oh oh oo, Barsaatein,
Woh bheegi bheegi yaaden (7)
Related Posts:
- Pehli nazar me Lyrics, Video and download - Atif Aslam - Race (2008)
- Aadat Song Lyrics - Jal - Atif Aslam
- Maana Bikhra Hoon Main Lyrics Atif Aslam


